To MOM ♥ Missin u so much ...
Teri Yaad bahut aati hai mujko Ma,
Jab bhi mann udaas ho jata hai tu nazar aati hai Ma,
Achanak se aaj samaj aya k teri un baton ka kya matlab hua karta tha,
Tab na janne kyu Samajh me kuch bhi nhi aata tha ,
Aaj samajh aaya hai toh tere paas aane ka jee chahta hai Ma,
Par kya karun ab waqt kuch aur hai zindagi ka ek naya mod hai,
Tere daaman me khushiya hi khushiyan thi zindagi bahut haseen thi,
Teri Yaad bahut aati hai mujko Ma,
♥♥♥ Mom i Love you !
Signatures: A Page Of Angel's Poetry :)

Great words. Was such a touching read
ReplyDeleteGood to know that someone like it so much ,thank you !
ReplyDelete